Allama Muhammad Iqbal (1877-1938)
Allama Iqbal (9 ) November (1877) ko Sialkot main paada hue
.Aap ka father ka name Sheikh Noor Muhammad tha
jo ka kashmiri khandan se taluq rakhte the.Sheikh Noor Muhammad bare
sache ,deen dar Insan the.Allama Iqbal ne ibtadai taleem Sialkot main hi hasil
ki aor Mission High School se matric Aor Marre College se F.A kiya.
Zaman e Talb e Ilmi main
inhain Meer Hassan jese Ustad mile ,jinhon na aap ki rahnumaei ki.Saar o
Shaieri ka shook bi aap ko yahin paada hua . Aor is shook ko farog dane main Molvi Meer Hassan ka
bara dakhal tha . F.A karne ke baad Alla taleem ka liye Lahore chale gaye aor
Govt. College se B.A aor M.A ka Imtihan pass kiye . Yahan aap ko Proff. Arnald
jase shafeeq ustad mill gaye,jinhon na apni shagird ki rahnumai aor tarbiyat
main koi kasar uta na rakhi .
1905 main Allama Iqbal England
chale gaye aor Cambridge University main dakhla liya aor professor Brown jase
fazil usatiza se rahnumai hasi ki .Baad
main aap Germany chale gaye jahan aap na Falsfa main PHD ki digree hasil ki .
Ibtada main aap ne M.A karne ka baad Aoriantal College Lahore main tadrees ke
fraiz sarinjam diye . Lakin aap ne Barristery ko mustakil toor par apnaya .Waqalat ka saath
saath aap Saar o Shaieri bi karte rahe aor sayasi tahrikon main barpoor andaz
main hisa liya .
1922 main haqomat ki taraf
sa “SIR” ka khitab mila .Aap na Pakistan ka Tasawar paash kiya.1931 main Gool
maiz kanfrance main shirkat kar ka muslimano ki numaindgi ki.Aap ki talemat aor
Quaid e Azam ki anthak koshison se mulak Azad ho gaya aor Pakistan Mariz e
Wajood main aya.
Lakin Pakistan ki Azadi se
pahle hi 21 April 1938 main Allama Iqbal Intiqal kar gaye the.Lakin aik azeem
shair aor mufakir ka toor par koom hamasha in ki ahsan mand rahe gi.Jis ne Pakistan ka Taswaar paash kar
ka Baresagir ka Muslimano main jene ki aik nai Ass aor umang pada ki .
Very good
ReplyDeletecast kia thi
DeleteExellent
ReplyDeleteBrilliant essay
ReplyDeleteSayasat Ki shamuliat
ReplyDeleteawesome work
ReplyDeleteOoooooooooooooo good
ReplyDeleteIt's too short.....
ReplyDeleteVerry good
ReplyDeleteExcellent
ReplyDeleteUrdu
ReplyDeleteGood
ReplyDeleteLegend....May his soul rest in peace
ReplyDeleteInformative
ReplyDeleteWhat is allama Iqbal mother's name
ReplyDeleteامام بئ بی
DeleteAafiya Nadeem Qureshi 🥰
ReplyDeleteعلامہ اقبال نے وکالت کی تعلیم س ملک سے حاصل کی بھی
ReplyDeletecast kia thi
ReplyDeleteMashAllah good
ReplyDeleteThank You and that i have a nifty offer: House Renovation What To Do First hgtv brady bunch house
ReplyDelete