Shikwaa ( part 9)(Bang-e-Dra-105)
Poet: Allama Muhammad Iqbal
Aye
Khosh Aan Roz Ke Aayee Wo Basad Naaz Aayee
Be
Hijaabaana Soye Mehfil-e-Ma-Baaz Aayee
Baada-Kash
Ghair Hain, Gulshan Mein Lab Jo Baithe
Sunte
Hain Jaam Bakaf Naghma Ku-Ku Baithe
Daur
Hangaama Gulzaar Se Ek-Soo Baithe
Tere
Deewane Bhi Hain Muntazir Hu Baithe
Apne
Parwanon Ko Phir Zauq-e-Khud Afrozi De
Barq-e-Dereena
Ko Farmaan-e-Jigar Sozi De
Qaum-e-Awaara
Anaan Taab Hai Phir Soo-e-Hijaaz
Le
Uda Bulbul-e-BePar Ko Mazaak-e-Parwaaz
Muztarab
Baagh Ke Har Ghoonche Mein Hai Boo-e-Niyaaz
Tu
Zara Ched Tho De Tashna Mazaraab Hai Saaz
Naghmein
Be-Taab Hain Taaron Se Nikalne Ke Liye
Toor
Maztar Hai Usi Aag Mein Jalne Ke Liye
Mushkilein
Ummat-e-Marhoom Ki Aasaan Karde
No comments:
Post a Comment